
Chahte Aap To Khud Daud Ke Aata Pani
- 11 महीने पहले fiber_manual_record 551 बार देखा गया
टाइटल : Yazeed Tha Hussain Hai
श्रेणी (कटेगरी) : कलाम के बोल (लीरिक्स) मनकबत के बोल (लीरिक्स) नात के बोल (लीरिक्स)
लेखक/गीतकार : मोहम्मद अली फ़ैज़ी
नातख्वान/कलाकार: मोहम्मद अली फ़ैज़ी
जोड़ा गया : 25 Jan, 2024 10:14 AM IST
बार देखा गया : 3.2K
translate बोल (लीरिक्स) की भाषा चुनें:
Kisi Ne Jab Bhi Yeh Kaha Yazeed Tha Hussain Hai (X3)
To Sunke Aagaya Maza Yazeed Tha Hussain Hai (X2)
Hussain Aur Yazeed Mein Tha Kya Farak Agar Kaha (X3)
To Boli Meri Walida, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Yazeed Ho Gaya Fanaa, Hussain Ko Mili Baka (X3)
Hai Bachcha Bachcha Bolta, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)
Yazeediyon Mein Bhi Yazeed Naam Ka Koi Nahi (X3)
Hain Dushmano Ko Bhi Pata, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Zamane Bhar Mein Dekh Lo Hussain Ke Ghulam Hai (X3)
Yeh Hai Khuda Ka Faisla, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Jise Bhi Dekhna Ho Woh Iraq Jake Dekh Le (X3)
Yeh Keh Rahi Hai Karbala, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)
Yaqeen Se Main Keh Raha Hun Dekh Lena Hashr Mein (X3)
Kahenge Khud Maaviya, Yazeed Tha Hussain Hai (X2)
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
Yazeed Tha Hussain Hai, Yazeed Tha Hussain Hai
लोकप्रिय टैग:
new naat lyricsnaat lyrics in hindinaat lyrics in englishnaat lyrics in urduqawwali lyricsqawwali lyrics in englishqawwali lyrics in hindiqawwali lyrics in urduYazeed Tha Hussain HaiKisi Ne Jab Bhi Yeh Kaha Yazeed Tha Hussain HaiYazeed Tha Hussain Hai Naat LyricsYazeed Tha Hussain Hai Lyrics In EnglishYazeed Tha Hussain Hai Lyrics In HindiYazeed Tha Hussain Hai Lyrics In Urdu