search
लॉग इन

Aisa Kiya Husain Ne Sajda Namaz Mein, Jaise Jhuka Ho Sabr Ka Kaba Namaz Mein Lyrics In English

(Aisa Kiya Husain Ne Sajda Namaz Mein lyrics in English, Jaise Jhuka Ho Sabr Ka Kaba Namaz Mein)


Written By

avatar
  • Editors Desk
  • Addednot available
  • visibilityबार देखा गया
  • comment टिप्पणियाँ
  • thumb_up0 likes
  • shareशेयर
...

टाइटल : Aisa Kiya Husain Ne Sajda Namaz Mein

श्रेणी (कटेगरी) : कलाम के बोल (लीरिक्स) मनकबत के बोल (लीरिक्स) नात के बोल (लीरिक्स)

लेखक/गीतकार : शमीम रज़ा फ़ैज़ी

नातख्वान/कलाकार: शमीम रज़ा फ़ैज़ी

जोड़ा गया : 14 Jul, 2024 05:12 PM IST

बार देखा गया : 537

translate बोल (लीरिक्स) की भाषा चुनें:

Aisa Kiya Husain Ne Sajda Namaz Mein,
Jaise Jhuka Ho Sabr Ka Kaba Namaz Mein

Aisa Kiya Husain Ne Sajda Namaz Mein

Jab Tak Na Bakshe Jayenge Nana Ke Ummati,
Tab Tak Rahega Unka Nawasa Namaz Mein

Aisa Kiya Husain Ne Sajda Namaz Mein

Baalo Se Saaf Kar Ke Zameen Boli Fatima,
Aayega Kal Yehin Mera Beta Namaz Mein

Aisa Kiya Husain Ne Sajda Namaz Mein

Jo Rahe Gaya Tha Usko Adaa Kar Gaaye Husain,
Maola Ali Ka Dusraa Sajda Namaz Mein

Aisa Kiya Husain Ne Sajda Namaz Mein

Was this page helpful?
शेयर:

प्रसिद्ध कलाकार/गीतकार

सभी देखें