اندھیری رات ہے غم کی گھٹا عصیاں کی کالی ہے
- 1 महीना पहले fiber_manual_record 119 बार देखा गया
टाइटल : Mustafa Hain Lajawab
श्रेणी (कटेगरी) : नात के बोल (लीरिक्स)
लेखक/गीतकार : असद इक़बाल कलकत्तावी
नातख्वान/कलाकार: असद इक़बाल कलकत्तावी
जोड़ा गया : 19 Mar, 2025 03:53 PM IST
बार देखा गया : 1.6K
Time to read: 2 min read
translate बोल (लीरिक्स) की भाषा चुनें:
Mustafa Hain Kherul Wara Hain,
Mustafa Hain Shamshud Duha Hain,
Mustafa Hain Badrud Duja Hain
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Unse Pehle Daher Mein Aaya Na Aisa Inqaalab,
De Rahe Hain Yeh Gawahi, Aap Ka Woh Maahtab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Aap Bhi Padh Lijiye Mustafa Hain Lajawab
Kufr O Jahalat Ke Andhere Chaat Gaaye,
Ek Ba Ek Kufr O Jahalat Ke Andhere Chaat Gaaye,
Roshni Se Paat Gaye, Roshni Se Paat Gaye,
Unke Kamdon Se Khile Patthar Pe Rahmat Ke Gulaab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Apne Jaisa Kehne Wale Se Sayed-E-Abrar Ko, Ahmad-E-Mukhtar Ko,
Ab Bhi Toba Kar Ke Kehde, Tujhko Mil Jaaye Saawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Har Adaa Hai Noor-O-Rehmat, Har Adaa Quraan Hai, Aashiqo Ki Jaan Hai,
Ek Ungli Ne Padhayaa Daher Ko Ummul Kitaab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Aap Hain Talib Khudaa Ke, Aap Hi Matloob Hain,
Bil Yaqeen Mehboob Hain, Bil Yaqeen Mehboob Hain,
Azmaten Bakhshi Hain Rab Ne Aap Hi Ko Behisaab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Phool Se Titli Ne Poocha, Hum Pe Kiska Raang Hai,
Jis Pe Duniya Daang Hai,
Phool Ne Hansh Kar Kaha Tu Sun Le Ab Mera Jaawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Pooch Lo Siddiqu Se, Farooque Se, Usmaan Se, Salmaan Se,
Un Ke Dushman Ke Liye Dozakh Mein Dehkaa Hai Azaab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Kaynatein Rang O Boo Mein, Jalwa Gahe Naaz Mein,
Munfarid Andaaz Mein,
Hushn Sarkar-E-Do-Aalaam, Har Jagah Hai Kamyaab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab,
Mustafa Hain Lajawab, Mustafa Hain Lajawab
This summary is AI-generated • Reviewed for quality.
यह कलाम हुज़ूर ﷺ की बेमिसाल अज़मत और उनकी शान-ए-मुस्तफ़ा को बयान करता है। इसमें बताया गया है कि नबी करीम ﷺ के आने से पूरी दुनिया की कायापलट हो गई और उनकी बराबरी कोई नहीं कर सकता।
इन पंक्तियों में शायर कहता है कि मुस्तफ़ा ﷺ "लाजवाब" हैं, यानी उनकी कोई मिसाल नहीं है। उनके आने से कुफ्र और जहालत का अँधेरा मिट गया और दुनिया रौशनी से भर गई। वे अल्लाह के महबूब हैं जिन्हें खुदा ने बेहिसाब अज़मतें और अधिकार दिए हैं।
| शब्द (Word) | अर्थ (Meaning) |
|---|---|
| ख़ेरुल वरा | तमाम सृष्टि में सबसे उत्तम |
| शमशुद दुहा | चाश्त (सुबह) का सूरज |
| बदरुद दूजा | अंधेरी रात का चाँद |
| दहर | ज़माना या दुनिया |
| मुनफ़रीद | अनोखा या सबसे अलग |
| मतलूब | जिसकी चाहत की जाए |
| सईयद-ए-अबरार | नेक लोगों के सरदार |
इस नात का सार यह है कि पैग़म्बर मोहम्मद ﷺ अल्लाह की सबसे सुंदर और श्रेष्ठ रचना हैं। उनकी हर अदा कुरान की शिक्षाओं का आईना है। दुनिया और कायनात की हर चीज़—चाहे वो फूल हो या सितारे—उनकी अज़मत की गवाही देती है। जो उन्हें अपने जैसा समझने की भूल करते हैं, उन्हें अपनी सोच सुधारने की नसीहत दी गई है।
नात के आखिरी मिसरों (पंक्तियों) के अनुसार, "सरकार-ए-दो-आलम" का हुस्न कहाँ कामयाब है और पूरी कायनात उनके "जलवा-गाहे नाज़" में किस अंदाज़ में नज़र आती है?