
मुस्तफा हैं लाजवाब
- 3 महीने पहले fiber_manual_record 236 बार देखा गया
टाइटल : Chod Kar Ab Tera Astana Karbala Ja Raha Hoon Main Nana
श्रेणी (कटेगरी) : नात के बोल (लीरिक्स)
लेखक/गीतकार : शमीम रज़ा फ़ैज़ी
नातख्वान/कलाकार: शमीम रज़ा फ़ैज़ी
जोड़ा गया : 12 Oct, 2022 08:22 AM IST
बार देखा गया : 7.6K बार डाउनलोड हुआ : 181
translate बोल (लीरिक्स) की भाषा चुनें:
Chod Kar Ab Tera Aastana,
Karbala Ja Raha Hoon Main Nana
Raahe Haq Mein Hai Gardan Katana,
Karbala Jaa Raha Hoon Main Nana
Sar Hatheli Per Le Kar Chale Hain,
Bhooke Pyase Bahattar (72) Chale Hain,
Hashr Mein Aab E Kausar Pilana,
Karbala Ja Raha Hoon Main Nana
Ek Aisa Main Sajda Karunga,
Hashr Tak Jis Ko Pura Karunga,
Sar Qayamat Ke Din Hai Uthana,
Karbala Ja Raha Hoon Main Nana
Har Yezidi Ko Aaye Pasina,
Jab Dikhaya Hai Asgar Ne Seena,
Hil Gaya Hai Yazidi Gharana,
Karbala Ja Raha Hoon Main Nana
Keh Raha Hai Yeh Poora Gharana,
Karbala Ja Raha Hoon Main Nana
लोकप्रिय टैग:
new naat lyricsnaat lyrics in hindinaat lyrics in englishnaat lyrics in urduqawwali lyricsqawwali lyrics in englishqawwali lyrics in hindiqawwali lyrics in urduChod Kar Ab Tera Astana Karbala Ja Raha Hoon Main Nanakarbala ja raha hun main nanashamim faizishamim raza faiziChod Kar Ab Tera Astana Karbala Ja Raha Hoon Main Nana Naat LyricsChod Kar Ab Tera Astana Karbala Ja Raha Hoon Main Nana Lyrics In HindiChod Kar Ab Tera Astana Karbala Ja Raha Hoon Main Nana Lyrics In EnglishChod Kar Ab Tera Astana Karbala Ja Raha Hoon Main Nana Lyrics In Urdu