اندھیری رات ہے غم کی گھٹا عصیاں کی کالی ہے
- 1 महीना पहले fiber_manual_record 141 बार देखा गया
टाइटल : Noor Wala Aaya Hai
श्रेणी (कटेगरी) : नात के बोल (लीरिक्स)
लेखक/गीतकार : मौलाना मुहम्मद इलियास अत्तार कादरी रज़वी
नातख्वान/कलाकार: फरहान अली कादरी हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी ओवैस रज़ा कादरी
जोड़ा गया : 19 Aug, 2023 06:39 PM IST
बार देखा गया : 2.1K
Time to read: 3 min read
translate बोल (लीरिक्स) की भाषा चुनें:
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
Jab Talak Ye Chand Tare Jhilmilate Jayenge,
Tab Talak Jashn-E-Wiladat Hum Manate Jayenge
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
Naat-E-Mahboob-E-Khuda Sunte Sunate Jayenge,
Ya Rasoolallah Ka Nara Lagate Jayenge
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
Jashn-E-Milad-E-Mubarak Kaise Choden Hum Bhala,
Jin Ka Khate Hain Unhin Ke Geet Gate Jayenge
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
Char Janib Hum Diye Ghee Ke Jalate Jayenge,
Ghar To Ghar Sare Muhalle Ko Sajate Jayenge
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
Eid-E-Miladunnabi Ki Shab Charagan Kar Ke Hum,
Qabr Noor-E-Mustafa Se Jagmagate Jayenge
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
Tum Karo Jashn-E-Wiladat Ki Khushi Mein Raushani,
Woh Tumhaari Gor-E-Teera Jagmagate Jayenge
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
Hashr Mein Zer-E-Liwa-E-Hamd, Aye Attar Hum,
Naat-E-Sultan-E-Madina Gungunate Jayenge
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
Bahr-E-Bakhshish Pass Apne Kuch Nahin Is Ke Siwa,
Umr-Bhar Naaten Sunenge Aur Sunate Jayenge
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
Naat-Khwani Maut Bhi Hum Se Chuda Sakti Nahin,
Qabr Mein Bhi Mustafa Ke Geet Gaate Jayenge
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
Ya Rasoolallah Ke Naare Se Hum Ko Pyaar Hai,
Hum Ne Ye Naara Lagaya Apna Beda Paar Hai
Noor Wala Aaya Hai, Noor Le Kar Aaya Hai,
Sare Alam Mein Yeh Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Rasolallah,
Assalatu Wa-ssalamu Alaika Ya Habeeballah
This summary is AI-generated • Reviewed for quality.
यह नात शरीफ़ हुज़ूर ﷺ की विलादत (जन्म) की ख़ुशी और दुनिया में उनके नूर के आगमन का सुंदर वर्णन है, जिसमें भक्त अपनी अटूट आस्था और ईदे-मीलाद मनाने के संकल्प को दोहराते हैं।
इन पंक्तियों का अर्थ है कि जब तक यह दुनिया और आकाश के चाँद-तारे रहेंगे, तब तक हुज़ूर ﷺ के आने का जश्न मनाया जाता रहेगा। शायर कहता है कि जो भक्त दुनिया में उनकी याद में रौशनी और चराग़ाँ करते हैं, आक़ा ﷺ उनकी अंधेरी क़ब्र को अपने नूर से रोशन कर देते हैं।
| शब्द | अर्थ (हिंदी / English) |
|---|---|
| सारे आलम | पूरी दुनिया / Entire Universe |
| जश्न-ए-विलादत | जन्म का उत्सव / Celebration of birth |
| चार जानिब | चारों दिशाओं में / In all four directions |
| गोर-ए-तीरा | अंधेरी क़ब्र / Dark grave |
| बहर-ए-बख़्शिश | मोक्ष या क्षमा के लिए / For the sake of forgiveness |
| ज़ेर-ए-लिवा-ए-हम्द | प्रशंसा के झंडे के नीचे / Under the banner of praise |
हुज़ूर ﷺ 'नूर' बनकर आए हैं और उनकी नात पढ़ना और मीलाद मनाना ही एक मोमिन की बख़्शिश (मुक्ति) का ज़रिया है। शायर 'अत्तार' का मानना है कि नबी ﷺ की मोहब्बत और उनकी नात-ख़्वानी का सिलसिला मौत के बाद क़ब्र में भी जारी रहेगा, क्योंकि उन्हीं के नाम के सहारे भक्तों का बेड़ा पार होना है।
शायर के मुताबिक, मिलाद की खुशी में रोशनी करने से 'गोर-ए-तीरा' (अंधेरी क़ब्र) पर क्या असर होगा?