

टाइटल : Aye Naseeme Sahar Mere Sarkar Ko
श्रेणी (कटेगरी) : Naat Lyrics ,
लेखक/गीतकार : Asgar Raza ,
नातख्वान/कलाकार: Asgar Raza ,
जोड़ा गया : 24 Sep, 2022 05:33 PM IST
बार देखा गया : 1.9K बार डाउनलोड हुआ : 62
translate बोल (लीरिक्स) की भाषा चुनें:
Aye Naseeme Sahar Mere Sarkar Ko Mere Bare Me Itna Bata Dijiye
Aye Naseeme Sahar Mere Sarkar Se Mere Bare Me Itna Bata Dijiye (x3)
Ya Toh Mujhko Madina Bula Lijiye Ya Toh Dilko Madina Bana Dijiye (x3)
Kaam Toh Khub Karti Hai Meri Nazar (x2)
Phir Bhi Bechain Rahta Hu Yeh Soch Kar (x2)
Booj Na Jaye Kahi Ankh Ki Roshni (x2)
Gumbad E Ehazra Jaldi Dikha Dijiye (x2)
Ya Toh Mujhko Madina Bula Lijiye Ya Toh Dilko Madina Bana Dijiye (x2)
Chad Ke Neze Ke Seene Pe Shabbir Ne (x2)
Padh Ke Quraan Aelan Yeh Kar Diya (x2)
Chahte Ho Ke Zindagi Hamesha Rahe (x2)
Naam Pe Unke Gardan Kata Dijiye (x2)
Ya Toh Mujhko Madina Bula Lijiye Ya Toh Dilko Madina Bana Dijiye (x2)
Jalne Wale Jo Hai Woh Dahal Jayenge (x2)
Chahne Wale Fauran Machal Jayenge (x2)
Dono Hai Kaun Pehchan Na Ho Agar (x2)
Nara Ahmed Raza Ka Laga Dijiye (x2)
Ya Toh Mujhko Adina Bula Lijiye Ya Toh Dilko Madina Bana Dijiye (x2)
Chand Ko Dekhna Ho Zameen Par Jise (x2)
Us Se Kuch Mat Kaho Us Se Kuch Mat Kaho (x2)
Usko Lekar Barely Chale Jaeye (x2)
Chehra Akhtar Raza Ka Dikha Dijiye (x2)
Ya Toh Mujhko Adina Bula Lijiye Ya Toh Dilko Madina Bana Dijiye (x2)
Thanvi Kabr Me Jab Letaya Gaya (x2)
Sare Kide Makodo Ne Milkar Kaha (x2)
Yeh Bhi Gushtak Hai Mere Sarkar Ka (x2)
Isko Aukat Iski Dikha Dijiye (x2)
Ya Toh Mujhko Adina Bula Lijiye Ya Toh Dilko Madina Bana Dijiye
Lyrics copied/downloaded from Shan E Nabi: https://shanenabi.in/hi/lyrics/aye-naseeme-sahar-mere-sarkar-ko-/Dvt22R6q
लोकप्रिय टैग:
new naat lyricsnaat lyrics in hindinaat lyrics in englishnaat lyrics in urduqawwali lyricsqawwali lyrics in englishqawwali lyrics in hindiqawwali lyrics in urduae naseeme sahar mere sarkar koaye naseeme sahar mere sarkar koaye naseeme sahar mere saekar se lyricsasgar razasahib razashahib raza

Mustafa Hain Lajawab

Jhula Jhulau Main Tujhe Jhula Jhulau...

Woh Sahre Mohabbat Jahan Mustafa Hai...

Yeh Na Poocho Kidhar Ja Rahi Hun Aaj Main...
