
Title : Haider Ka Gharana Karbal Mein
Category : Naat Lyrics
Writer/Lyricist : Sajjad Nizami (Marhoom),
Naatkhwan/Artist : Sajjad Nizami (Marhoom),
Added On : 23 Mar, 2023
Views : 14
translateSelect Lyrics Language:
Haider Ka Gharana Karbal Mein Kya Zulm Anokhe Saheta Hai,
Pyase Hai Mohammad Ke Pyaare,
Aur Samne Dariya Baheta Hai
Haider Ka Gharana Karbal Mein Kya Zulm Anokhe Saheta Hai
Dil Doob Gaya Hai Bano Ka,
Aur Khoon Ka Dariya Baheta Hai,
Jis Jhoole Mein Asgar Sote The,
Do Din Se Woh Khali Raheta Hai
Haider Ka Gharana Karbal Mein Kya Zulm Anokhe Saheta Hai
Zainab Ki Nazar Hai Chaukhat Par,
Aur Kan Lage Hai Aahat Par,
Jab Koi Dulara Bahar Ho,
Toh Maa Ko Khatka Raheta Hai
Haider Ka Gharana Karbal Mein Kya Zulm Anokhe Saheta Hai
Aye Kufiyon Kya Paya Tumne,
Un Par Hi Sitam Dhaya Tumne,
Jis Ghar Ka Har Ek Bachcha Bachcha,
Sarkar Se Nisbat Rakhta Hai
Haider Ka Gharana Karbal Mein Kya Zulm Anokhe Saheta Hai
Aye Shimre Layeen Zalim Tune,
Pyaasa Hi Gala Kata Tune,
Beh Jate Hain Aankho Se Aansoo,
Woh Manzar Samne Aata Hai
Haider Ka Gharana Karbal Mein Kya Zulm Anokhe Saheta Hai
Sajjad Saheedo Ka Gum Hai,
Jitna Hi Likho Utna Kam Hai,
Har Saal Muharram Mein Ghar Ghar,
Shabbir Ka Charcha Hota Hai
Haider Ka Gharana Karbal Mein Kya Zulm Anokhe Saheta Hai
Popular Tags :
sellnew naat lyricssellnaat lyrics in hindisellnaat lyrics in englishsellnaat lyrics in urdusellqawwali lyricssellqawwali lyrics in englishsellqawwali lyrics in hindisellqawwali lyrics in urdusellHaider Ka Gharana Karbal MeinsellKya zulm anokhe saheta haisellhaider ka gharana karbal mein kya zulm anokhe saheta haisellHaider Ka Gharana Karbal Mein Lyrics In UrdusellHaider Ka Gharana Karbal Mein Lyrics In EnglishsellHaider Ka Gharana Karbal Mein In HindisellSajjad Nizami New NaatsellSajjad Nizami Naat LyricssellSajjad nizami