search
Log In
Get latest updates On WhatsApp

Aye Deen Ke Gaddar Bulaun Kya Raza Ko Lyrics In English

(Aye Deen Ke Gaddar Bulaun Kya Raza Ko, Kar Denge Tadipaar Bulaaun Kya Raza Ko)


Written By

avatar
  • Editors Desk
  • Addednot available
  • visibilityviews
  • comment comments
  • thumb_up0 likes
  • shareShare
...

Title : Aye Deen Ke Gaddar Bulaun Kya Raza Ko

Category : Kalam Lyrics Manqabat Lyrics Naat Lyrics

Writer/Lyricist : Various/Unknown

Naatkhwan/Artist : Various/Unknown

Added On : 01 Nov, 2026 04:35 PM IST

Views : 14

Time to read: 1 min read

Select Lyrics Language:

Ae Deen Ke Gaddar Bulaaun Kya Raza Ko,
Ae Deen Ke Gaddar Bulaaun Kya Raza Ko

Ae Deen Ke Gaddar Bulaaun Kya Raza Ko,
Kar Denge Tadipaar Bulaaun Kya Raza Ko

Tum Log Yazidi Ho, Batate Ho Hussaini,
Chal Jayegi Talwar Bulaaun Kya Raza Ko

Ae Deen Ke Gaddar Bulaaun Kya Raza Ko

Aise Nahi Jayega Tu Basti Se Hamari,
Pad Jayengi Do-Chaar Bulaaun Kya Raza Ko

Ae Deen Ke Gaddar Bulaaun Kya Raza Ko

Tu Apne Aqeede Ko Batata Hai Khazana,
Ho Jayega Bhangaar Bulaaun Kya Raza Ko

Ae Deen Ke Gaddar Bulaaun Kya Raza Ko,
Ae Deen Ke Gaddar Bulaaun Kya Raza Ko

wand_stars
Lyrics Explanation, Word Meanings & Summary

This summary is AI-generated • Reviewed for quality.

keyboard_arrow_down

Yeh kalaam (manqabat/shayari) ek mukhalifat ya radd-e-amal (refutation/debating poetry) ke taur par likhi gayi hai, jisme mukhalifeen ko sakht lehje mein challange kiya gaya hai aur apne aqeeday aur shakhsiyat (jaise Ala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Barelvi) ki azmat o difa (defense) ka zikr kiya gaya hai.

Lyrics Explanation

Is hisse mein shayer apne mukhalifeen se mukhaatib hokar unke aqeedon aur deen ke talluq se sawal utha raha hai aur unke dawoon ko challenge karte hue unhein karara jawab dene ki baat keh raha hai.


Word Meanings (Shabd-Arth)

Word

Meaning (English/Hindi)

Deen ke Gaddar

Traitors of religion / Deen ke khilaaf chalne wale

Tadipaar

Banished/Exiled / Shehar ya ilaqa badar karna

Yazidi

Follower of Yazid (Symbol of oppression/falsehood) / Yazid ke raste par chalne wala

Aqeeda

Belief / Faith / Mazhabi nazariya

Bhangaar

Scrap / Radd-ki-tokri (Be-qadar cheez)

Summary (Saar)

Yeh kalaam ek munazrat ya tehreek-e-difaa ke andaz mein hai, jisme shayer ne apne mukhalifeen ki niyat aur unke dawoon par sawaal uthaye hain. Isme apne azeem buzrugo aur aqeedon ki hifazat karte hue mukhalifeen ko unke ghalat nazariyon par tokne aur unhe unke anjaam se aagah karne ka zikr hai.

Is kalaam mein shayer ne mukhalifeen ko kya kehkar pukara hai aur unke kis dawe par sawaal uthaya hai?

Read more ↓
Was this page helpful?

Featured Artist/Lyricist

View All

Kalam Lyrics

View All

Manqabat Lyrics

View All

Naat Lyrics

View All