

Title : Taiba Bulana Aaqa
Category : Naat Lyrics ,
Writer/Lyricist : Sajjad Nizami (Marhoom) ,
Naatkhwan/Artist : Sajjad Nizami (Marhoom) ,
Added On : 20 Mar, 2023 06:13 PM IST
Views : 991 Downloads : 71
translate Select Lyrics Language:
Taiba Bulana Aaqa, Taiba Bulana Aaqa
Taiba Bula Ke Dil Ki Hasrat Mitana
Taiba Bulana Aaqa, Taiba Bulana.....
Subh Aur Shaam Lunga Tera Pyara Naam Lunga,
Kabr Mein Aaqa Tere Daman Ko Tham Lunga,
Toh Aisi Ghadi Mein Rukh Se Parda Hathana,
Jalwa Dikhana Aaqa, Jalwa Dikhana.....
Tera Jab Deedar Hoga Dil Ko Karar Hoga,
Tere Hi Karam Se Aaqa Beda Sabka Paar Hoga,
Aaib Hamare Apne Daman Mein Chupana,
Bakshish Karana Aaqa, Bakshish Karana.....
Taiba Bulana Aaqa, Taiba Bulana Aaqa
Rehmat Hai Noor Hai, Kaif Hai, Suroor Hai,
Jalse Mein Dekho Yaaro Jalwae Huzoor Hai,
Noorani Jalsa Hai Yeh Kitna Suhana,
Nabi Ka Deewana Sab Hai Nabi Ka Deewana,
Nabi Ka Deewana Sab Hai Nabi Ka Deewana
Ya Ilahi Meri Yeh, Ya Ilahi Sabki Yeh Ilteja Qubool Ho,
Sabki Lahed Mein Yaaro Jalwae Rasool Ho,
Toh Dekhunga Jee Bhar Ke Unka Muskurana,
Apna Banana Aaqa, Apna Banana Aaqa,
Apna Banana Aaqa, Apna Banana Aaqa
Lyrics copied/downloaded from Shan E Nabi: https://shanenabi.in/lyrics/taiba-bulana-aaqa-/t8M97l7p
Popular Tags :
new naat lyricsnaat lyrics in hindinaat lyrics in englishnaat lyrics in urduqawwali lyricsqawwali lyrics in englishqawwali lyrics in hindiqawwali lyrics in urdutaiba bulana aaqataiba bulana aaqa naat lyricssajjad nizamisajjad nizami naat lyricstaiba bulana aaqa lyrics in hinditaiba bulana aaqa lyrics in englishtaiba bulana aaqa lyrics in urdu

Yeh Na Poocho Kidhar Ja Rahi Hun Aaj Main...

Jhula Jhulau Main Tujhe Jhula Jhulau...

Woh Sahre Mohabbat Jahan Mustafa Hai...

Jhula Jhulau Main Tujhe Jhula Jhulau...

Woh Sahre Mohabbat Jahan Mustafa Hai...

Yeh Na Poocho Kidhar Ja Rahi Hun Aaj Main...
