search
Log In

Mera Nabi Lajawab Hai/Mera Nabi Lajawab Hai

(Mera Nabi Lajawab Haiमेरा नबी लाजवाब है)


Written By

avatar
  • Editors Desk
  • Addednot available
  • visibilityviews
  • comment comments
  • thumb_up0 likes
  • shareShare
...

Title : Mera Nabi Lajawab Hai

Category : Naat Lyrics

Writer/Lyricist : Various/Unknown

Naatkhwan/Artist : Various/Unknown

Added On : 16 Oct, 2023 03:13 PM IST

Views : 634

translate Select Lyrics Language:

Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai

Sabse Aula Wa Aala Hamara Nabi
Sabse Bala Wa Aala Hamara Nabi

Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi
Dono Aalam Ka Dulha Hamara Nabi

Jiske Talwo Ka Dhowan Hai Aabe Hayat
Woh Jane Masiha Hamara Nabi

Jiski Do Boond Hai Kausar O Sal Sabeel
Hai Woh Rehmat Ka Dariya Hamara Nabi

Khalk Se Auliya, Auliya Se Rasool
Aur Rasoolo Se Aala Hamara Nabi

Toh Kya Khabar Kitne Tare Khile Chuf Gaye
Par Na Dbe Na Duba Hamara Nabi

Mulk E Kunen Mein Anbiya Tajdar
Tajdaro Ka Aaqa Hamara Nabi

Sare Uncho Mein Uncha Samajhiye Jise
Sare Un Uncho Se Uncha Hamara Nabi

Sare Achcho Mein Achcha Samajhiye Jise
Hai Us Achcho Se Achcha Hamara Nabi

Gamzado Ko Raza Muzda Dijiye Ke Hai
Bekso Ka Sahara Hamara Nabi

Kaun Deta Hai Dene Ko Munh Chahiye
Dena Wala Hai Sachcha Hamara Nabi

Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai

Allah Ke Habib Ka Chehra Hai Lajawab
Yani Khuda Ka Noore Srafa Hai Lajawab Hai

Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai

Jannat Mein Yeh Kahenge Gulaman E Mustafa
Mere Nabi Ka Gumbad E Khazra Hai Lajawab

Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai

Niche Karu Nigah Ke Guzregi Fatima
Aye Ahle Mahshar Zahra Ka Parda Hai Lajawab

Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai

Was this page helpful?

Featured Artist/Lyricist

View All

Naat Lyrics

View All