search
Log In

Marhaba Ya Marhaba Aaye Muhammad Mustafa Lyrics In English

(Marhaba Ya Marhaba Aaye Muhammad Mustafa, Salleallah Subhanallah Aaye Muhammad Mustafa)


Written By

avatar
  • Editors Desk
  • Addednot available
  • visibilityviews
  • comment comments
  • thumb_up0 likes
  • shareShare
...

Title : Marhaba Ya Marhaba Aaye Muhammad Mustafa

Category : Naat Lyrics

Writer/Lyricist : Husnain Akbar

Naatkhwan/Artist : Faiz Ul Hasan Faizi

Added On : 07 Sep, 2025 01:37 PM IST

Views : 140

Time to read: 1 min read

Select Lyrics Language:

Ya Marhaba Salle Allah, Ya Marhaba Salleallah,
Ya Marhaba Salle Allah, Ya Marhaba Salleallah

Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa,
Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa

Salleallah Subhanallah, Aaye Muhammad Mustafa

Aap Je Aaya Jagmag Jagmag Hoya Aalam Sara,
Arshiyan Farshiyan Malyaa Aake Aapda Paak Duwara,
Masahallah Subhanallah Aaye Muhammad Mustafa

Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa,
Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa

Arbi Sultan Aayaaaaa....
Uchyan Nichya De Shona Fark Mitaane Aayaaaaa....

Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa,
Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa

Noor Dia Barsaataa Hoyan Mukya Kaaliyan Rattan,
Jhandyan Lakey Jibrail-E-Ameen Ne Padhiyan Naataaann....

Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa,
Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa

Aagaye Paak Abdullah De Chan, Aagayi Khushhali,
Aamina Paak De Laal De Sadke Bhar Gaye Kaase Khali,
Badshwan De Badshah Aaye Muhammad Mustafa

Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa,
Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa

Shondyan Shondyan Naina Wale Rab De Maahi Aaye,
Husnain Akabr Khush Bkhta Ne Aap De Jashn Manaye
Allahumma Salleallah, Aaye Muhammad Mustafa

Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa,
Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa

Salleallah Subhanallah, Aaye Muhammad Mustafa

Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa,
Marhaba Ya Marhaba, Aaye Muhammad Mustafa

wand_stars
Lyrics Explanation, Word Meanings & Summary

This summary is AI-generated • Reviewed for quality.

keyboard_arrow_down

Ye kalaam Huzoor ﷺ ki wiladat (paidaish) ki khushi mein likha gaya ek behad joshila kalam hai, jisme Punjabi aur Urdu ke milan se unki amad ke jashn ko bayan kiya gaya hai.

Lyrics Explanation

Shayer kehta hai ki Muhammad Mustafa ﷺ ke aane se poori duniya noor se jagmag uthi hai aur saari kainat unka swagat kar rahi hai. Wo ameer aur gareeb ke beech ka fark mitane aaye hain, aur unki amad se dukhon ki kali raatein khatam ho gayi hain.


Word Meanings (Shabd-Arth)

WordMeaning (English/Hindi)
MarhabaWelcome / Khush-amdeed
Salle AllahBlessings of Allah / Allah ki rehmat
Arshiyan-FarshiyanDwellers of Heavens & Earth / Farishte aur Insaan
Paak DuwaraHoly Door/Court / Pak darbar
Fark MitaneTo end discrimination / Bhed-bhav khatam karna
MukyaEnded / Khatam ho gaya
ChanMoon / Chand (Nabi ﷺ ki khoobsurti ke liye)
KaaseBowls (of beggars) / Bhikariyon ka pyala

Summary (Saar)

Is kalaam ka nichod ye hai ki Nabi ﷺ ki amad se duniya mein khushhali aur noor ki barsat hui hai. Jibrail-e-Ameen ne jhande lagakar unka swagat kiya aur unke sadqe se sabke khali hath bhar gaye. Ye naat insaniyat aur barabri ka paigham deti hai ki wo sultan ban kar aaye taaki bade-chhote ka fark mita sakein.

"Uchyan nichya de shona fark mitane aaya"—kya ye misra unki rahmat-ul-lil-aalameen hone ki sabse badi gawahi nahi hai?

Read more ↓
Was this page helpful?

Featured Artist/Lyricist

View All

Naat Lyrics

View All