
Mustafa Hain Lajawab
- 3 months ago fiber_manual_record 236 views
Title : Bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka
Category : Naat Lyrics
Writer/Lyricist : Ali Haider Faizi Lakhanpuri
Naatkhwan/Artist : Ali Haider Faizi Lakhanpuri
Added On : 22 Mar, 2023 06:59 AM IST
Views : 155
translate Select Lyrics Language:
jinki Shaan Nirali Jinki Zulfe Kali Kali,
Bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka,
Koi Kisi Ka Deewana, Koi Kisi Ka Deewana,
Mujhe Bhata Hai Nana Hussain Ka,
Mujhe Bhata Hai Nana Hussain Ka
bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka
is Deen Ki Khatir Kya Na Kiya,
Woh Jaame Shahadat Naush Kiya,
Koi Sar Ko Kataye Koi Ghar Ko Lutaye,
Aisa Hai Gharana Hussain Ka
bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka
hum Gair Ke Dar Par Kyun Jaye,
Hum Sab Unke Dar Se Paaye,
Ali Wale Chale Aao Daman Ko Failao,
Batta Hai Khazana Hussain Ka
bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka
Popular Tags :
new naat lyricsnaat lyrics in hindinaat lyrics in englishnaat lyrics in urduqawwali lyricsqawwali lyrics in englishqawwali lyrics in hindiqawwali lyrics in urdubada pyaara hai nana hussain kabada pyaara hai nana hussain ka lyrics in urdubada pyaara hai nana hussain ka lyrics in englishbada pyaara hai nana hussain ka in hindi