Mustafa Ka Pyara Hai Fatima Ka Shehzada
- 1 day ago fiber_manual_record 43 views
Title : An Nabi Sallu Alaih
Category : Naat Lyrics
Writer/Lyricist : Owais Raza Qadri
Naatkhwan/Artist : Owais Raza Qadri
Added On : 29 Sep, 2023 07:58 AM IST
Views : 364 Downloads : 56
Time to read: 4 min read
An Nabi Sallu Alaih
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih
An Nabi Ya Haliren, Iilamo Ilmal Yaqeen,
Anna Rabbal Aalamen, Wa Rala Salla Alaih
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih
Kaabe Ke Badrud Duja, Tum Pey Karodon Durood,
Taiba Ke Shamsud Duha, Tum Pe Karodon Durood
Shafiye Roze Jaza, Tum Pe Karodon Durood,
Dafiye Jumla Bala, Tum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Ya Man Halar, An Nabi Khairul Bashar,
Man Lahu Shaqqul Qamar, Wa Nazil Sallim Alaih
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih
Dil Karo Thandha Mera Woh, Kafe Pa Chand Sa,
Seene Pe Rakdho Zara, Tum Pe Karodon Durood
Zaat Hui Intikhab, Wasf Hue La Jawab,
Naam Hua Mustafa, Tum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Dhakal Uroos, Dhikruhu Yuhyin Nufoos,
An Nasaara Wal Majoos, Aslamo Ala Yadaih
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih
Be Hunar Be Tameez, Kiske Huye Hain Azeez,
Ek Tumhare Siwa, Tum Pe Karodon Durood
Aas Hai Koi Na Paas, Ik Tumari Hai Aas,
Bas Hai Yahin Aasra, Tum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah
Seena Ke Hai Daag Daag, Kehdo Karen Baag Baag,
Taiba Se Aake Saba, Tum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabiyyul Mustafa, Ibn Zamzam Was Safa,
Man Taa’la Sharafa, Kulluhum Salla Alaih
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih
An Nabiyyul Mujtaba, An Nabi Saakin Quba,
Hubbuhu Li Madhaba, Rabbana Salla Alaih
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih
Tum Se Jahan Ka Nizam, Tum Pe Karodon Durood,
Tum Pe Karodon Sana, Tum Pe Karodon Durood,
Tum Ho Jawado Kareem, Tum Ho Rawoofo Raheem,
Bheek Ho Data Ata, Tum Pe Karodon Durood,
Khalq Ke Hakim Ho Tum, Rizq Ke Qasim Ho Tum,
Tum Se Mila Jo Mila, Tum Pe Karodon Durood,
Nafi Wo Dafi Ho Tum, Shafi Wo Rafi Ho Tum,
Tum Se Bas Afzon Khuda, Tum Pe Karodon Durood,
Shafe Wo Nafe Ho Tum, Kafe Wo Dafe Ho Tum,
Dard Ko Kardo Dawa, Tum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah
Barse Karam Ki Bharan, Bhoole Niam Ke Chaman,
Aisi Chala Do Hawa, Tum Pe Karodon Durood,
Kyun Kahun Be Kas Hoon Main, Kyun Kahun Be Bas Hun Main,
Tum Ho Main Tum Pe Fida, Tum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Dhakal Maleh, Qawaluhu Qawlu Saheh,
Wal Quran Shaiun Faseh, Allade Unzil Alaih
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih
Karke Tumhare Gunah, Mange Tumhari Panah,
Tum Kaho Daman Mein Aa, Tum Pe Karodon Durood,
Hum Ne Khata Mein Na Ki, Tum Ne Ataa Mein Na Ki,
Koi Kamee Sarwara, Tum Pe Karodon Durood
Aankh Ata Kijiye, Us Mein Ziya Dijiye,
Jalwa Qarib Aagaya, Tum Pe Karodon Durood
Kam Woh Ley Lijiye, Tumko Jo Razee Kare,
Thik Ho Naam E Raza, Tum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah
Wal Hasan Tummal Husain, Lin Nabi Raihanatain,
Fathima Qurrathu Ayn, Jadduhum Sallo Alaih
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
Allaah.. Allaah.. Allaah.. Allaah
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih
Yeh Ubaid Adna Ghulam, Tera Hai Khairul Anam,
Waqt Midhat Keliye, Is Ki Ho Umar Tamam
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah
Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Sallu Alaih, Salawatullah Alaih,
Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih
This summary is AI-generated • Reviewed for quality.
Yeh mashhoor manqabat aur salaam Huzoor ﷺ ki shaan-e-aqdas mein likha gaya hai, jisme un par durood-o-salam ke tohfe pesh kiye gaye hain aur unki rehmat ko pukaara gaya hai.
Is lyrics mein sayar kehta hai ki jo bhi Nabi ﷺ par durood bhejta hai, usey barkat milti hai kyunki unki zaat hi dono jahan ke liye rehmat hai. Shayer kehta hai ki unki zaat la-jawab hai aur unka naam "Mustafa" (chuna hua) hai; wohi qayamat ke din gunahgaron ki shafa'at karenge aur har bala ko talne wale hain.
| Word | Meaning (English/Hindi) |
|---|---|
| Yanaalul Barakah | Attains blessings / Barkat paata hai |
| Shafiye Roze Jaza | Intercessor on Judgement Day / Qayamat ke din shafa'at karne wala |
| Dafiye Jumla Bala | Remover of all calamities / Tamam musibaton ko talne wala |
| Khairul Bashar | Best of mankind / Tamam insaano mein sabse behtar |
| Qasim | Distributor / Baantne wala (Rizq baantne wala) |
| Midhat | Praise / Tareef ya sana khwani |
| Raihanatain | Two fragrant flowers / Do khushbu-dar phool (Imam Hasan aur Husain R.A.) |
Is kalaam ka nichod ye hai ki poori kainaat ka nizam Nabi ﷺ ke sadqe chal raha hai. Shayer unhein "Jawado Kareem" (sakhi) aur "Rawoofo Raheem" keh kar unse apne dukhon ki dawa aur gunahon ki mafi mangta hai. Aakhir mein mureed ye dua karta hai ki uski poori umar unki midhat (tareef) karte hue guzre aur unka daman kabhi haath se na choote.
Shayer ne Nabi ﷺ ko "Rizq ke Qasim" aur "Dafiye Jumla Bala" kyun kaha hai?