Shan E Nabi

Aaj Rang Hai Ri Maa Lyrics In English
Written By
Share: Share Share Share More

...

Title : Aaj Rang Hai Ri Maa

Category : Qawwali Lyrics ,

Writer/Lyricist : Hazrat Amir Khusrau ,

Naatkhwan/Artist : Rais Miyan ,

Added On : 27 Jun, 2023

Views : 214

translate Select Lyrics Language:

khusro Rain Suhaag Ki Jo Main Jagun Piya Sang
Tann Mora Mann Piya Ka Jo Dono Ek Hi Rang

maati Ke Tum Deewre Jo Suno Hamaari Baat
Aaj Milawra Piya Katum Jagiyo Saari Raat

aaj Rang Hai Ri Ma Rang Hai Ri
More Mehboob Ke Ghar Rang Hai Ri

aaj Sajan Milawra More Aangan Mein
Main Peer Paayo Nizamuddin Auliya
Nizam Ud Din Auliya Alauddin Auliya
Fareed Ud Din Auliya Qutab Ud Iin Auliya
Moin Ud Din Auliya Muhayyodin Auliya

aaj Sajan Milawra More Aangan Mein
Main To Jab Dekhun More Sang Hai Ri Maa Rang Hai Ri

des Bades Mein Dhoondh Phiri Hoon
Tora Rang Mann Bhayo Nizamuddin

aiso Rang Aur Naahi Dekhun Kahin Bhi Main Toh
Mohe Apne Hi Rang Mein Rang Le Khwaja Ji
Mohe Rang Basanti Rang De Khwaja Ji
Jo Tu Mange Rang Ki Rangayi
Mora Joban Girvi Rakh Le Khwaja Ji

meharwa Ras Boonda Barse
Boonda Barse Ras Boonda Barse
Khwaajgan Ke Darbaran Mein
Aaj Dekho Ghan Ghan Chhe

ganj Shakar Mehboob E Ilahi Ka Aaj Shohra
Nijam Naseer Uddin Ka Laal Mehboob Bana

sab Sakhiyan Ke Pih Hain Ghar Mein
Mora Piya Ke Milan Ko Jiyara Tarse

nizamuddin Auliya Jag Ujeyaro Jag Ujeyaro Jagat Ujeyaro
Woh Toh Jo Mangein Bar Sat Hai Ri Ma Rang Hai Ri

main Peer Paayo Nizamuddin Auliya Alauddin Auliya
Woh Toh Jo Mangein Bar Sat Hai Ri Ma Rang Hai Ri