
Title : Taiba Bulana Aaqa
Category : Naat Lyrics
Writer/Lyricist : Sajjad Nizami (Marhoom),
Naatkhwan/Artist : Sajjad Nizami (Marhoom),
Added On : 20 Mar, 2023
Views : 87
Downloads : 6
translateSelect Lyrics Language:
Taiba Bulana Aaqa, Taiba Bulana Aaqa
Taiba Bula Ke Dil Ki Hasrat Mitana
Taiba Bulana Aaqa, Taiba Bulana.....
Subh Aur Shaam Lunga Tera Pyara Naam Lunga,
Kabr Mein Aaqa Tere Daman Ko Tham Lunga,
Toh Aisi Ghadi Mein Rukh Se Parda Hathana,
Jalwa Dikhana Aaqa, Jalwa Dikhana.....
Tera Jab Deedar Hoga Dil Ko Karar Hoga,
Tere Hi Karam Se Aaqa Beda Sabka Paar Hoga,
Aaib Hamare Apne Daman Mein Chupana,
Bakshish Karana Aaqa, Bakshish Karana.....
Taiba Bulana Aaqa, Taiba Bulana Aaqa
Rehmat Hai Noor Hai, Kaif Hai, Suroor Hai,
Jalse Mein Dekho Yaaro Jalwae Huzoor Hai,
Noorani Jalsa Hai Yeh Kitna Suhana,
Nabi Ka Deewana Sab Hai Nabi Ka Deewana,
Nabi Ka Deewana Sab Hai Nabi Ka Deewana
Ya Ilahi Meri Yeh, Ya Ilahi Sabki Yeh Ilteja Qubool Ho,
Sabki Lahed Mein Yaaro Jalwae Rasool Ho,
Toh Dekhunga Jee Bhar Ke Unka Muskurana,
Apna Banana Aaqa, Apna Banana Aaqa,
Apna Banana Aaqa, Apna Banana Aaqa
Popular Tags :
sellnew naat lyricssellnaat lyrics in hindisellnaat lyrics in englishsellnaat lyrics in urdusellqawwali lyricssellqawwali lyrics in englishsellqawwali lyrics in hindisellqawwali lyrics in urduselltaiba bulana aaqaselltaiba bulana aaqa naat lyricssellsajjad nizamisellsajjad nizami naat lyricsselltaiba bulana aaqa lyrics in hindiselltaiba bulana aaqa lyrics in englishselltaiba bulana aaqa lyrics in urdu