Shan E Nabi

Mere Aaqa Aaye Jhoomo, Mere Daata Aaye Jhoomo Lyrics In English
Written By
Share: Share Share Share More

...

Title : Mere Aaqa Aaye Jhoomo

Category : Naat Lyrics,

Added On : 22 Sep, 2023

Views : 126

Downloads : 3

download_for_offline Print/Download Lyrics

translate Select Lyrics Language:

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Pyare Aqa Aaye Jhoomo
Mere Maola Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Eid-E-Milad Un Nabi Hai Dil Bada Masroor Hai
Eid Dewano Ki Toh Bara Rabi Un Noor Hai

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Mere Hami Aaye Jhoomo
Mere Yawar Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Iss Taraf Jo Noor Hai Toh Uss Taraf Bhi Noor Hai
Zarra Zarra Sab Jahan Ka Noor Se Ma'amoor Hai

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Sarkar Ki Aamad Marhaba
Dildar Ki Aamad Marhaba
Gamkhawar Ki Aamad Marhaba
Dildar Ki Aamad Marhaba

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Mere Haami Aaye Jhoomo
Mere Yawar Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Har Malak Hai Shadman Khush Aaj Har Ek Hoor Hai
Haan Magar Shetan Baham Rufka Bada Ranjoor Hai

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Sarkar Ki Aamad Marhaba
Dildar Ki Aamad Marhaba
Sab Jhoom Ke Bolo Marhaba
Sab Mil Kar Bolo Marhaba
Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Mere Haami Aaye Jhoomo
Mere Yawar Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Aamad-E-Sarkar Se Dil Mast Hai Kafoor Hai
Kya Zameen Kiya Aasman Har Simt Chaya Noor Hai

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Sarkar Ki Aamad Marhaba
Dildar Ki Aamad Marhaba
Gamkhwar Ki Aamad Marhaba
Anwar Ki Aamad Marhaba
Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo

Jashn-E-Milad Un Nabi Hai Kyun Na Jhoomein Aaj Hum
Muskurati Hain Baharein Sab Faza Purnoor Hai

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo

Sarkar Ki Aamad Marhaba
Dildar Ki Aamad Marhaba
Sab Mil Kar Bolo Marhaba
Aaqa Ki Aamad Marhaba

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Mere Haami Aaye Jhoomo
Mere Yawar Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Gham Ke Badal Chat Gaye Har Gham Ka Mara Jhoom Utha
Aa Gaya Khushiyan Liye Mah-E-Rabi Un Noor Hai

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Aamina Tujhko Mubarak Shah Ki Milad Ho
Tera Aangan Noor Balke Ghar Ka Ghar Sab Noor Hai

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Sarkar Ki Aamad Marhaba
Dildar Ki Aamad Marhaba
Gamkhwar Ki Aamad Marhaba
Sarkar Ki Aamad Marhaba
Sab Mil Kar Bolo Marhaba
Huzoor Ki Aamad Marhaba

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Hun Gulam-E-Mustafa Attar Ka Dawa Hai Yeh
Kash Aqa Bhi Yeh Farmayen Hamein Manzoor Hai

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Sabke Daata Aaye Jhoomo
Sabke Maola Aaye Jhoomo

Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo
Mere Aaqa Aaye Jhoomo
Mere Daata Aaye Jhoomo

Featured Artist/Lyricist