

टाइटल : Wahi Rab Hai Jisne Tujhko
श्रेणी (कटेगरी) : Hamd Lyrics , Naat Lyrics ,
लेखक/गीतकार : Kalame Aalahazrat (Imam Ahmad Raza) ,
नातख्वान/कलाकार: Owais Raza Qadri ,
जोड़ा गया : 08 Aug, 2023 08:01 PM IST
बार देखा गया : 211
translate बोल (लीरिक्स) की भाषा चुनें:
WAHI RAB HAI JISNE TUJHKO NAAT LYRICS
Hama’atan Karaam Banaya
Hume Bheekh Maangne Ko
Tera Aastaan Bataya
Tujhe Hamd Hai Khudaya
Tujhe Hamd Hai Khudaya
Tumhi Haakim-E-Baraaya
Tunmhi Qasim-E-Ataaya
Tumhi Dafae’e Balaya
Tumhi Shafae’e Khataya
Koyi Tumsa Kaun Aaya
Tujhe Hamd Hai Khudaya
Tujhe Hamd Hai Khudaya
Woh Kanwari Paak Maryam
Woh Nafakhto Feehe Kaadam
Hain Ajab Nishaan-E-Aazam
Magar Aamena Ka Jaaya
Wohi Sabse Afzal Aaya
Tujhe Hamd Hai Khudaya
Tujhe Hamd Hai Khudaya
Yahi Bole Sidra Waale
Chaman-E-Jahan Ke Thaale
Sabhi Maine Chaan Daale
Tere Paaye Ka Naa Paaya
Tujhe Yakne Yak Banaya
Tujhe Hamd Hai Khudaya
Tujhe Hamd Hai Khudaya
Arey Ae Khuda Ke Bandon
Koi Mere Dil Ko Dhundho
Mere Paas Tha Abhi To
Abhi Kya Hua Khudaya
Na Koi Gaya Na Aaya
Humen Ae Raza Tere Dil
Ka Pata Chala Ba Mushkil
Darr-E-Rouze Ke Muqabil
Woh Hamen Nazar To Aaya
Yeh Na Pooch Kaisa Paaya
Tujhe Hamd Hai Khudaya
Tujhe Hamd Hai Khudaya
Lyrics copied/downloaded from Shan E Nabi: https://shanenabi.in/hi/lyrics/wahi-rab-hai-jisne-tujhko-/dEW248Xd7


Mustafa Hain Lajawab

Jhula Jhulau Main Tujhe Jhula Jhulau...

Woh Sahre Mohabbat Jahan Mustafa Hai...

Yeh Na Poocho Kidhar Ja Rahi Hun Aaj Main...
