Title : Mera Nabi Lajawab Hai
Category : Naat Lyrics ,
Writer/Lyricist : Various/Unknown ,
Naatkhwan/Artist : Various/Unknown ,
Added On : 16 Oct, 2023
Views : 320
translate Select Lyrics Language:
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Sabse Aula Wa Aala Hamara Nabi
Sabse Bala Wa Aala Hamara Nabi
Apne Maula Ka Pyara Hamara Nabi
Dono Aalam Ka Dulha Hamara Nabi
Jiske Talwo Ka Dhowan Hai Aabe Hayat
Woh Jane Masiha Hamara Nabi
Jiski Do Boond Hai Kausar O Sal Sabeel
Hai Woh Rehmat Ka Dariya Hamara Nabi
Khalk Se Auliya, Auliya Se Rasool
Aur Rasoolo Se Aala Hamara Nabi
Toh Kya Khabar Kitne Tare Khile Chuf Gaye
Par Na Dbe Na Duba Hamara Nabi
Mulk E Kunen Mein Anbiya Tajdar
Tajdaro Ka Aaqa Hamara Nabi
Sare Uncho Mein Uncha Samajhiye Jise
Sare Un Uncho Se Uncha Hamara Nabi
Sare Achcho Mein Achcha Samajhiye Jise
Hai Us Achcho Se Achcha Hamara Nabi
Gamzado Ko Raza Muzda Dijiye Ke Hai
Bekso Ka Sahara Hamara Nabi
Kaun Deta Hai Dene Ko Munh Chahiye
Dena Wala Hai Sachcha Hamara Nabi
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Allah Ke Habib Ka Chehra Hai Lajawab
Yani Khuda Ka Noore Srafa Hai Lajawab Hai
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Jannat Mein Yeh Kahenge Gulaman E Mustafa
Mere Nabi Ka Gumbad E Khazra Hai Lajawab
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Niche Karu Nigah Ke Guzregi Fatima
Aye Ahle Mahshar Zahra Ka Parda Hai Lajawab
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Mera Nabi Lajawab Hai, Mera Nabi Lajawab Hai
Popular Tags :
sellnew naat lyricssellnaat lyrics in hindisellnaat lyrics in englishsellnaat lyrics in urdusellqawwali lyricssellqawwali lyrics in englishsellqawwali lyrics in hindisellqawwali lyrics in urdusellमेरा नबी लाजवाब हैsellMera Nabi Lajawab Haisellसबसे औला व आला हमारा नबीsellMera Nabi Lajawab Hai LyricssellMera Nabi Lajawab Hai Naat LyricssellMera Nabi Lajawab Hai Lyrics In HindisellMera Nabi Lajawab Hai Lyrics In EnglishsellMera Nabi Lajawab Hai Lyrics In Urdu