
Title : Bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka
Category : Naat Lyrics
Writer/Lyricist : Ali Haider Faizi,
Naatkhwan/Artist : Ali Haider Faizi,
Added On : 22 Mar, 2023
Views : 13
translateSelect Lyrics Language:
jinki Shaan Nirali Jinki Zulfe Kali Kali,
Bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka,
Koi Kisi Ka Deewana, Koi Kisi Ka Deewana,
Mujhe Bhata Hai Nana Hussain Ka,
Mujhe Bhata Hai Nana Hussain Ka
bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka
is Deen Ki Khatir Kya Na Kiya,
Woh Jaame Shahadat Naush Kiya,
Koi Sar Ko Kataye Koi Ghar Ko Lutaye,
Aisa Hai Gharana Hussain Ka
bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka
hum Gair Ke Dar Par Kyun Jaye,
Hum Sab Unke Dar Se Paaye,
Ali Wale Chale Aao Daman Ko Failao,
Batta Hai Khazana Hussain Ka
bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka
Popular Tags :
sellnew naat lyricssellnaat lyrics in hindisellnaat lyrics in englishsellnaat lyrics in urdusellqawwali lyricssellqawwali lyrics in englishsellqawwali lyrics in hindisellqawwali lyrics in urdusellbada pyaara hai nana hussain kasellbada pyaara hai nana hussain ka lyrics in urdusellbada pyaara hai nana hussain ka lyrics in englishsellbada pyaara hai nana hussain ka in hindi