Shan E Nabi
Shan E Nabi

Makine Gumbad E Khazra Ka Jalwa Do Jahan Mein Hai, Makan Ki Baat Kya Hai Zikr Unka Lamaka Mein Hai Lyrics In English
Written By
शेयर करे: Share Share Share More

...

टाइटिल : Makine Gumbad E Khazra Ka Jalwa Do Jahan Mein Hai

श्रेणी (केटेगरी) : Naat Lyrics ,

लेखक/गीतकार : Asad Iqbal Kalkattavi ,

नातखवां/कलाकार : Asad Iqbal Kalkattavi ,

जारी/दर्ज किया : 16 Jan, 2024

देखा गया (वीवस) : 304

डाउनलोडज़् : 15

download_for_offline लीरिक्स प्रिंट/डाउनलोड करें play_arrow यूट्यूब पर देखें

translate लीरिक्स भाषा चुनें:

Makine Gumbad-e-Khazra Ka Jalwa Do Jahan Mein Hai
Makan Ki Baat Kya Hai Zikr Unka Lamaka Mein Hai

Jo Kanton Par Chale Aur Zulm Sah Kar Bhi Duaaein Dein
Yeh Khubi Toh Fakt Mere Rasool-E-Maherba Mein Hai

Makine Gumbad-e-Khazra Ka Jalwa Do Jahan Mein Hai

Gulaman-E-Shah-E-Kaunen Lagta Hai Ke Guzre Hai
Nabi Ke Ishq Ki Khusboo Gubar-E-Karwa'n Mein Hai

Wajah Kya Hai Jo Taare Aasman Mein Jhilmilate Hai
Sabab Kya Hai Jo Taare Aasman Par Jhilmilate Hai

Nabi Ke Noor Ka Rogan Charag-E-Kehkasha Mein Hai
Makine Gumbad-e-Khazra Ka Jalwa Do Jahan Mein Hai

Makan Ki Baat Kya Hai Zikr Unka Lamaka Mein Hain
Makine Gumbad-e-Khazra Ka Jalwa Do Jahan Mein Hai
Makine Gumbad-e-Khazra Ka Jalwa Do Jahan Mein Hai