Shan E Nabi
Shan E Nabi

Unke Andaz-e-Karam Unpe Aana Dil Ka Lyrics In English
Written By
بانٹیں: Share Share Share More

...

عنوان : Unke Andaz-e-Karam Unpe Aana Dil Ka

قسم : Naat Lyrics ,

مصنف/گیتکار : Various/Unknown ,

نعت خوان/ فنکار : Various/Unknown ,

پوسٹ کیا گیا : 08 Aug, 2023

بار دیکھا گیا : 146

translate لیرکس (بول) کی زبان منتخب کریں:

Unke Andaz-e-Karam Unpe Aana Dil Ka

Haye Woh Waqt Woh Baatein Woh Zamana Dil Ka

 

Mujhay Yaad Hai Zara Zara

Unhay Yaad Ho Ke Na Yaad Ho

 

Haye Woh Waqt Woh Baatein Woh Zamana Dil Ka

 

Na Suna Usne Tawajo Se Fasana Dil Ka

Umar Guzri Hai Magar Dard Na Jana Dil Ka

 

Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai

 

Dil Jalwon Se Dillagi Achi Nahi

Ronay Walon Se Hanseen Achi Nahi

 

Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai

 

Dil Laga Kar Pata Chala Dil Ko Ashiqi Dillagi Nahi Hoti

 

Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai

 

Kiya Khabar Thi Ke Ishq Ke Haathon Aisi Halat Tabah Hothi

Hai

Baat Karta Hoon Dum Ulaj Tha Hai

Saans Loon Tho Tho Aah Hoti Hai

 

Dillagi Dil Ki Lagi...

 

Zakhm Pe Zakhm Kha Ke Ji

Apne Lahoo Ke Ghont Pi

Aah Na Kar Labon Ko Si

Ishq Hai Dillagi Nahin

 

Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai

Rog Dushman Ko Bhi Ya Rab Na Lagana Dil Ka

 

Wo Bhi Apne Na Howe Dil Bhi Haathon Se Gaya

Aise Aane Sat To Behtar Hai Na Aana Dil Ka