Shan E Nabi
Shan E Nabi

Nazar Utha Ke Dekh Lo Jamal Lajawab Lyrics In English
Written By
بانٹیں: Share Share Share More

...

عنوان : Nazar Utha Ke Dekh Lo Jamal Lajawab

قسم : Naat Lyrics ,

مصنف/گیتکار : Asad Iqbal Kalkattavi ,

نعت خوان/ فنکار : Asad Iqbal Kalkattavi ,

پوسٹ کیا گیا : 24 Sep, 2022

بار دیکھا گیا : 2K

ڈاؤن لوڈز : 48

download_for_offline لیرکس (بول) پرنٹ/ڈاؤن لوڈ کریں play_arrow یوٹیوب پر دیکھیں downloadآڈیو/ویڈیو میں ڈاؤن لوڈ کریں

translate لیرکس (بول) کی زبان منتخب کریں:

Nazar Utha Ke Dekh Lo Jamal Lajawab Hai (x5)
Madina Tur Rasool Ka Khayal Lajawab Hai (x3)
Nazar Utha Ke Dekh Lo Jamal Lajawab Hai

Sawal Yeh Ke Badriya Hilal Lajawab Hai (x3)
Jawab Yeh Ke Aamina Ka Lal Lajawab Hai (x3)

Mere Nabi Ki Har Ada Hai Nukta E Uruj Par (x3)
Kamal Yeh Ke Unka Har Kamal Lajawab Hai (x3)

yeh Waslo Hijr Dono Ishqe Ahmadi Ke Roop Hai (x3)
Awais Bemisal Hai Belal Lajawab Hai (x3)

Jise Nabi Ne Kar Diya Haram Woh Haram Hai (x3)
Jise Halal Kah Diya Halal Lajawab Hai (x3)

Labe Nabi Pe Har Ghadi Hai Rabbe Habli Ummati (x3)
Jhuda Ki Bargah Me Sawal Lajawab Hai (x3)

Jo Ahlebait Asal Hai Wohi Toh Noori Nasl Hai (x3)
Hasb Nasb Me Mustafa Ki Aal LaJawab Hai (x3)

Sawal Yeh Ke Badriya Hilal Lajawab Hai (x2)
Jawab Yeh Ke Aamina Ka Lal Lajawab Hai (x2)