عنوان : Amina Ka Laal Aaya
قسم : Naat Lyrics ,
مصنف/گیتکار : Various/Unknown ,
نعت خوان/ فنکار : Farhan Ali Qadri ,
پوسٹ کیا گیا : 20 Aug, 2023
بار دیکھا گیا : 397
translate لیرکس (بول) کی زبان منتخب کریں:
Amina Ka Laal Aaya, Amina Ka Laal Aaya
Agaya Woh Noor Wala, Jis Ki Unchi Shaan Hai,
Jis Ki Midhat Mein Utara Rab Ne Ye Quran Hai
Amina Ka Laal Aaya, Amina Ka Laal Aaya
Ho Bayan Kaise Fazeelat Amina Ke Chand Ki,
Us Ki To Har Har Ada Par Bolta Quran Hai,
Amina Ka Laal Aaya, Amina Ka Laal Aaya
Jo Kaha Mere Nabi Ne Woh Hamesha Sach Huwa,
Hu Bahu Tasleem Karta Aaj Sciencedan Hai,
Amina Ka Laal Aaya, Amina Ka Laal Aaya
Amina Tuj Ko Mubarak Tere Ghar Jalwa Figan,
Aaj Woh Mah-E-Risalat Nabiyon Ka Sultan Hai,
Amina Ka Laal Aaya, Amina Ka Laal Aaya
مقبول ٹیگز :
sellnew naat lyricssellnaat lyrics in hindisellnaat lyrics in englishsellnaat lyrics in urdusellqawwali lyricssellqawwali lyrics in englishsellqawwali lyrics in hindisellqawwali lyrics in urdusellAmina ka Laal AayasellAmina ka Laal Aaya LyricssellAmina ka Laal Aaya Lyrics In HindisellAmina ka Laal Aaya Lyrics In UrdusellAmina ka Laal Aaya Lyrics In EnglishsellAmina ka Laal Aaya Naat Lyrics