Shan E Nabi

Bagh Jannat Ke Hain Behre Madha Khawan Ahelbait Lyrics In English
Written By
Share: Share Share Share More

...

Title : Bagh Jannat Ke Hain Behre Madha Khawan Ahelbait

Category : Naat Lyrics ,

Writer/Lyricist : Various/Unknown ,

Naatkhwan/Artist : Owais Raza Qadri ,

Added On : 07 Aug, 2023

Views : 25

translate Select Lyrics Language:

Bagh Jannat Ke Hain Behre Madha Khawan Ahelbait
Tum Ko Muzda Naar Ka, Ayi Dushmanane Ahl E Bait
Unke Ghar Toh Be Ijazat
Jibrail Aate Nahi
Qadr Waale Jante Hai
Qadr O Shaan E Ahl E Bait

Unki Paaki Ka Khuda E Pak
Karta Hai Bayaan
Ayah E Tatheer Se
Zahir Hai Shaan E Ahl E Bait

Ghar Lutana Jaan Dena
Koi Tujse Seekh Jaaye
Jaan E Alam Ho Fida
Aye Khandan E Ahl E Bait

Ahl E Bait E Pak Se
Ghustakhiya Be Bakiya
Lanatullahi Alaikum
Dushmanane Ahl E Bait

Be Adab Gustakh Firqe
Ko Suna De Aye Hasan
Yu Kaha Karte Hai Aashiq
Dastaan E Ahl E Bait

 

Baag Jannat Ke Hein Baher-e-Mad’ha Khwane Ahle Bait
Tumko Muzda Naar Ka Ae Dushmanan-e-Ahle Bait

Kis Zaban Se Ho Bayan Izzo Shaane Ahle Bait
Mad’hago E Mustafa Hai Mad’ha Khwane Ahle Bait

 

Unki Paaki Ka Khuda E Paak Karta Hai Bayaan
Aaya-e-Tat’heer Se Zaheer Hai Shaane Ahle Bait

Mustafa Izzat Badhane Ke Liye Tazeem Dein
Hein Buland Iqbal Tera Doodh Maane Ahle Bait

Apna Sauda Bech Kar Bazar Suna Kar Gaye
Kaun Si Basti Basai Taajiran E Ahle Bait

Ramz Ka Maidaan Bana Hai Jalwagah E Husno Ishq
Karbala Mein Ho Raha Hai Intehane Ahle Bait

Fool Zakhmon Ke Khilaye Hein Hawa-e-dost Ne
Khoon Se Sincha Gaya Hai Gulsitane Ahle Bait

Hoorein Karti Hein Aroosane Shahadat Ka Singar
Khubroo Dul’ha Bana Hai Har Jawan E Ahle Bait

Jumma Ka Din Hai Kitabein Zist Ki Tay Kar Ke Aaj
Khel Te Hein Jaan Par Shehzad-gane Ahle Bait

Ae Shabab-e-fasle Ghul Ye Chal Gayee Kesi Hawa
Kat Raha Hai Leh-lahata Bustan-e-Ahle Bait

Kis Shaqee Ki Hai Hukumat Haaye Kya Andher Hai
Din Dahade Lut Raha Hai Karwane Ahle Bait

Khushk Ho Jaa Khak Ho Kar Khaak Mein Mil Ja Furaat
Khaak Tuj Par Dekh Toh Sukhi Zabanein Ahle Bait

Khaak Par Abbaso Usmaan-e-Alam Bardar Hein
Be Kasi Ab Kaun Uthaye’ga Nishane Ahle Bait

Teri Kudrat Janwar Tak Aabse Sehraab Hein
Pyas Ki Shiddat Mein Tadpe Be Zaban-e-Ahle Bait

Kafila Salaar Manzil Ko Chale Hein Sonp Kar
Waaris-e-be’warisaan Ko Karwan-e-Ahle Bait

Fatima Ke Ladle Ka Aakhri Deedar Hai
Hashr Ka Hangama Barpaa Hai Mayan-e-Ahle Bait

Wakt-e-Akhir Keh Raha Hai Khak Mein Milta Suhag
Lo Salam-e-Akhari Ae Dewgane Ahle Bait

Kis Maze Ki Lazzatein Hein Aabe Tayg-e-Yaar Mein
Khaak Khoon Mein Laut Te Hein Tishnagane Ahle Bait

Baag-e-Jannat Chhod Kar Aaye Hein Mehboob-e-Khuda
Ae Zahe Kismat Tumhari Pushtagane Ahle Bait

Hoorein Be’parda Nikal Aayee Hein Sar Khole Hue
Aaj Kaisa Hashr Hai Barpa Mayan-e-Ahle Bait

Koi Kyun Puchhe Kisi Ko Kya Garaz Aye Be-kasee
Aaj Kaisa Hai Mareez-e-neem Jaane Ahle Bait

Ghar Lutana Jaan Dena Koi Tujse Sikhle
Jaan-e-Alam Ho Fida Aye Khandan-e-Ahle Bait

Sar Shahidan-e-Muhabbat Ke Hein Naizon Par Buland
Aur Unchi Ki Khuda Ne Kadro Shaane Ahle Bait

Daulat-e-Deedar Payee Paak Jaanein Bech Kar
Karbala Mein Khub Hi Chamki Dukan-e-Ahle Bait

Zakhm Khaane Ko , Tu’aab-e-Tayg Pine Ko Diya
Khub Dawat Ki Bula Kar Dushmanan-e-Ahle Bait

Apna Sauda Bech Kar Bazar Suna Kar Gaye
Kaun Si Basti Basai Taajiran E Ahle Bait

Ho Gayi Tehqeeq Eid-e-deed Aab-e-Tayg Se
Apne Roze Khaulte Hein Saeeman-e-Ahle Bait

Ahle Bait-e-Paak Se Gustakhiyan Be’bakiyan
La’natullahi Alaykum Dushmanan-e-Ahle Bait

Be Adab Gustakh Firke Ko Suna De Ae Hasan
Yun Kaha Karte Hein Sunni Dastan-e-Ahle Bait

 

Bagh Jannat Kay Hen Behre Madha Khwan E Ahle Bait

Tum Ko Muzda Nar Ka Ae Dushmanan E Ahle Bait

 

Kis Zuban Se Ho Bayan Izz O Shan E Ahle Bait

Madha Go E Mustafa He Madha Khwan E Ahle Bait

 

Unki Paki Ka Khuda E Pak Karta He Bayan

Ayah E Tatheer Se Zahir He Shan E Ahle Bait

 

Mustafa Izzat Badhane Kay Liye Tazeem Dein

He Buland Iqbal Tera Doodman E Ahle Bait

 

UnKay Ghar Be Ijazat Jibrael Ate Nahi

Qadr Wale Jante He Qadr O Shan E Ahle Bait

 

Ramz Ka Maidan Bana He Jalwah Gah E Husn O Ishq

Karbala Me Ho Raha He Imtihan E Ahle Bait

 

Phool Zakhmon Kay Khilaye He Hawa E Dost Ne

Khoon Se Seencha Gaya He Gulsitan E Ahle Bait

 

Hoorein Karti He Aroosan E Shahadat Ka Singhar

Khuburu Dulha Bana He Har Jawan E Ahle Bait

 

Ho Gai Tehqeeq Eid E Deed Ab E Taigh Se

Apne Roze Kholte He Sa`iman E Ahle Bait

 

Jummah Ka Din He Kitabein Zeest Ki Tay Kar Kay Aj

Kheltein He Jan Per Shahezadgan E Ahle Bait

 

Ae Shabab E Fasl E Gul Yeh Chal Gayi Kaisi Hawa

Katt Raha He Lehlahata Boostan E Ahle Bait

 

Kis Shaqi Ki He Huqoomat Haye Kya Andher He

Din Dahade Lutt Raha He Karwan E Ahle Bait

 

Khushq Ho Ja Khakh Ho Kar Khakh Me Mil Ja Furat

Khakh Tujh Per Dekh Toh Sukhi Zaban E Ahle Bait

 

Khakh Per Abbas O Usman E Alambardar He

Be Kasi Ab Koun Uthaye Ga Nishan E Ahle Bait

 

Teri Qudrat Janwaron Taq Ab Se Sairab Hon

Pyas Ki Shiddat Me Tadpe Be Zaban E Ahle Bait

 

Qafilah Salar Manzil Ko Chale He Soonp Kar

Waris E Be Warisan Ko Karwan E Ahle Bait

 

Fatimah Kay Ladle Ka Akhri Deedar He

Hashr Ka Hangama Barpa He Mayan E Ahle Bait

 

Waqt E Rukhsat Kayh Raha He Khakh Me Milta Suhag

Lo Salam E Akhri Ae Bewgan E Ahle Bait

 

Abr E Faoj Dushmanan Me Ae Falaq Youn Doob Jaye

Fatimah Ka Chand Mehr E Asman E Ahle Bait

 

Kis Maze Ki Lazzatein He Ab E Taigh E Yar Me

Khakh O Khoon Me Laot Te He Tishnagan E Ahle Bait

 

Bagh E Jannat Chodh Kar Aye He Mehboob E Khuda

Ae Zahe Qismat Tumhari Kushtgan E Ahle Bait

 

Hoorein Be Pardah Nikal Ayi He Sar Khole Hue

Aj Kaisa Hashr He Barpa Mayan E Ahle Bait

 

Koi Kyon Puche Kisi Ko Kya Garaz Ae Bekasi

Aj Kaisa He Mareez E Neem Jan E Ahle Bait

 

Ghar Lutana Jan Dena Koi Tujh Se Seekh Jaye

Jan E Alam Ho Fida Ae Khandan E Ahle Bait

 

Sar Shaheedan E Muhabbat Kay He Nezon Per Buland

Aur Uoonchi Ki Khuda Ne Qadr O Shan E Ahle Bait

 

Daolat E Deedar Payi Pak Janein Bech Kar

Karbala Me Khoob Hi Chamki Dukan E Ahle Bait

 

Zakhm Khane Ko Toh Ab E Taigh Pine Ko Diya

Khoob Dawat Ki Bula Kar Dushmanan E Ahle Bait

 

Apna Saoda Bech Kar Bazar Suna Kar Gaye

Kaonsi Basti Basayi Tajiran E Ahle Bait

 

Ahle Bait E Pak Se Gustakhiyan Be Bakiyan

La`natullahi Alaykum Dushmanan E Ahle Bait