Shan E Nabi

Bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka Lyrics In English
Written By
Share: Share Share Share More

...

Title : Bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka

Category : Naat Lyrics ,

Writer/Lyricist : Ali Haider Faizi ,

Naatkhwan/Artist : Ali Haider Faizi ,

Added On : 22 Mar, 2023

Views : 68

play_arrow Watch On Youtube downloadDownload In Mp3/Video

translate Select Lyrics Language:

jinki Shaan Nirali Jinki Zulfe Kali Kali,
Bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka,
Koi Kisi Ka Deewana, Koi Kisi Ka Deewana,
Mujhe Bhata Hai Nana Hussain Ka,
Mujhe Bhata Hai Nana Hussain Ka

bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka

is Deen Ki Khatir Kya Na Kiya,
Woh Jaame Shahadat Naush Kiya,
Koi Sar Ko Kataye Koi Ghar Ko Lutaye,
Aisa Hai Gharana Hussain Ka

bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka

hum Gair Ke Dar Par Kyun Jaye,
Hum Sab Unke Dar Se Paaye,
Ali Wale Chale Aao Daman Ko Failao,
Batta Hai Khazana Hussain Ka

bada Pyaara Hai Nana Hussain Ka